Texto
Desplazamiento
Transportador
Color de Fondo
Herramientas
Tamaño
Tamaño
Altura
Altura
www.sifar.in
Am
Naa in nazaaro mein
C
Naa tooti diwaron mein
Am
Chhat hai nahin to kya
C
Paani ki bauchharo mein
F
Ghar mera peeche hai kahin
Am
Koi baat nahin koi nahin
F
Jaana kaha malum nahin
Am
Saathi nahin, manzil nahin
Em
Par fir bhi...
Am
Chal raha hun mein
C
In oonche oonche raaston pe
Am
Jal raha hun mein
C
Apni hi lau ki roshni mein
F
Jud gaya hun mein
C
Apne hi dil ki dhadkano mein
Am
Chal raha hun mein
Am
Koi juda to kya
C
Koi muda to kya
Am
Fitrat akeli meri
C
Kismat akeli meri
F
Saara jahan peeche khada
Am
Mujhe poochta raasta mera
F
Khamosh hai, sooraj mera
Am
Mere saamne saathi mera
Em
Par fir bhi...
Am
Chal raha hun mein
C
In oonche oonche raaston pe
Am
Jal raha hun mein
C
Apni hi lau ki roshni mein
F
Jud gaya hun mein
C
Apne hi dil ki dhadkano mein
Am
Chal raha hun mein
HERRAMIENTAS ACORDESWEB:
LETRA DE LA CANCIÓN:
DESCARGAR PDF / IMPRIMIR CANCIÓN
TOP 20: Las más tocadas de Sifar
Usamos cookies. Leer más