[Intro]
[Chorus]
Us kroos ki kya baat hai jisne hai humko bachaya
yeshu masih ne tere liye mere liye lahu bahaya
Us kroos ki kya baat hai jisne hai humko bachaya
yeshu masih ne tere liye mere liye lahu bahaya
[Instrumental]
[Verse 1]
jab mai gunaho me dooba hua tha
us kroos per mera naam likha tha
jab mai gunaho me dooba hua tha
us kroos per mera naam likha tha
us kroos per mera naam likha tha
[Verse 2]
yeshu ne apna khoon baha ker
us naam ko hai mitaya
yeshu masih ne tere liye
mere liye apna lahu bahaya
[Instrumental]
[Verse 3]
jab wo chadhaya tha us kroos per
masih ne kaha aye pita maaf ker
jab wo chadhaya tha us kroos per
masih ne kaha aye pita maaf ker
masih ne kaha aye pita maaf ker
[Verse 4]
maaf kerde un loogo ko
jisne mujhe thukraya
yeshu masih ne tere liyemere liye lahu bahaya
[Instrumental]
[verse 5]
Ab hai gunaho se kya wasta
masih sang rahu mai rahu mai sada
Ab hai gunaho se kya wasta
masih sang rahu mai rahu mai sada
masih sang rahu mai rahu mai sada
[verse 6]
pita ke he charno me gaata rahun me
ab ye geet doobara
yeshu masih ne tere liyemere liye lahu bahaya
[Chorus]
Us kroos ki kya baat hai jisne hai humko bachaya
yeshu masih ne tere liye mere liye lahu bahaya
[Outro]
[End]