Aaj Unse
Tono: Original
(G) (D) (G)
Aaj Unse Pehli Mulaaqat Hogi
(D) (G)
Phir Aamne Saamne Baat Hogi
(G) (C) (D) (G)
Phir Hoga Kya , Kya Pata Kya Khabar
(G) (D)
Andekha Anjaana Mukhda Kaisa Hoga
(G)
Na Jaane Wo Chand Ka Tukdaa Kaisa Hoga
(C) (D) (G)
Milte Hi Unse Nazar Haay Dil Mein
(C) (D) (G)
Ek Bekaraari Si Din Raat Hogi
(G) (C) (D) (G)
Phir Hoga Kya , Kya Pata Kya Khabar
(G) (D)
Baithein Honge Raste Pe Wo Aankhen Bichhaye
(G)
Har Aahat Pe Sochte Honge Saajan Aaye
(C) (D) (G)
Kya Haal Hoga Wahan Kuchh Na Poochho
(C) (D) (G)
Dil Mein Umangon Ki Baaraat Hogi
(G) (C) (D) (G)
Phir Hoga Kya , Kya Pata Kya Khabar
(G) (D)
Khulke Hongi Tanhai Mein Dil Ki Baatein
(G)
Pyaase Tanman Se Hongi Rimjhim Barsaatein
(C) (D) (G)
Aye Mere Dil Ye Bhi To Soch Le Tu
(C) (D) (G)
Koi Saheli Agar Saath Hogi
(G) (C) (D) (G)
Phir Hoga Kya , Kya Pata Kya Khabar
(G) (D) (G)
Aaj Unse Pehli Mulaaqat Hogi
(D) (G)
Phir Aamne Saamne Baat Hogi
(G) (C) (D) (G)
Phir Hoga Kya , Kya Pata Kya Khabar
Inicio
Desde la mitad
Desde 2/3
Acordes de Aaj Unse
Hacé clic en "Ver acordes" para detectar los acordes de la canción.
Relacionados
Top 20 de Kishore Kumar
1Jaane Jaan
2Pyar Manga Hai Tumhi Se
3Ami Chini Go Chini
4Dekha Na Hai Re
5Khwab Ho Tum Ya
6Tum Aa Gaye Ho
7Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha
8Chookar Mere Man Ko
9Sagar Jaisi Aankhon Wali
10Suhana Safar
11O Mere Dil Ke Chain
12Deewana Leke Aaya Hai
13Ye Shaam
14Zindagi Ka Safar
15Main Shayarr To Nehin
16Hum Bewafa Hargiz Na The
17Ek Hasina Thi
18Musafir Hu Yaaron
19Intehaan Ho Gayi
20Aaj Unse
Inicia sesión para guardar en favoritos
Iniciar sesión