Zindagi Ka Safar
Tono: Original
D Em C
Zindagi Ka Safar Hai Ye Kaisa Safar
D
Koi Samjha Nahin Koi Jaana Nahin
D C
Hai Ye Kaisi Dagar Chalte Hain Sab Magar
D
Koi Samjha Nahin Koi Jaana Nahin
[Verse 1]
D C D
Zindagi Ko Bahut Pyaar Hamne Diya
G C G D
Maut Se Bhi Mohabbat Nibhaaenge Hum
D C D
Rote Rote Zamaane Mein Aaye Magar
G C G D
Hanste Hanste Zamaane Se Jaaenge Hum
D Em C
Jaaenge Par Kidhar Hai Kise Ye Khabar
D
Koi Samjha Nahin Koi Jaana Nahin
[Verse 2]
D C D
Aise Jeevan Bhi Hain Jo Jiye Hi Nahin
G C G D
Jinko Jeene Se Pehle Hi Maut Aa Gayi
D C D
Phool Aise Bhi Hain Jo Khile Hi Nahin
G C G D
Jinko Khilne Se Pehle Fiza Kha Gai
D Em C
Hai Pareshaan Nazar Thak Gaye Chaaraagar
D
Koi Samjha Nahin Koi Jaana Nahin
Inicio
Desde la mitad
Desde 2/3
Acordes de Zindagi Ka Safar
Hacé clic en "Ver acordes" para detectar los acordes de la canción.
Relacionados
Top 20 de Kishore Kumar
1Jaane Jaan
2Pyar Manga Hai Tumhi Se
3Ami Chini Go Chini
4Dekha Na Hai Re
5Khwab Ho Tum Ya
6Tum Aa Gaye Ho
7Jaane Jaan Dhoondta Phir Raha
8Musafir Hoon Yaroon
9Hum Bewafa Hargiz Na The
10Pyar Deewana Hota Hai
11Ek Ajnabee Hasina Se
12Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
13Aaj Unse
14Mere Mahboob Qayamat Hogi
15Suhana Safar
16Ye Shaam
17Sagar Jaisi Aankhon Wali
18Chookar Mere Man Ko
19Deewana Leke Aaya Hai
20Main Shayarr To Nehin
Inicia sesión para guardar en favoritos
Iniciar sesión