Texto
Desplazamiento
Transportador
Color de Fondo
Herramientas
Tamaño
Tamaño
Altura
Altura
[Chorus 1]
Am E Am G
Chehera hai ya chaand khila hai, Zulf ghaneri shaam hai kya
G C Am Am
Sagar jaisi aankhon wali Ye to bata tera naam hai kya
[Optional tabs for interlude]
e----------------------------------------0-1-0--0-1-0---1-0-1-0-1-0-0
B------1-0------1-0------1-0-------1-0-------------------------------
G----2--------2--------2---------2-----------------------------------
D--2--------2--------2---------2-------------------------------------
A--------------------------------------------------------------------
E--------------------------------------------------------------------
[Verse 1]
Am E C Am
Are tu kya jaane teri khatir Kitna hai betaab ye dil
Am E C Am
Tu kya jaane dekh raha hai kaise kaise khwaab ye dil
Am Am Am E
Dil Kehta Hai Tu Hai Yahaan To Jaata Lamha Tham Jaaye
A D G Am
Waqt Ka Dariya Behte Behte Is Manzar Mein Jam Jaaye
[Chorus]
Am E Am G
Toone Deewana Dil Ko Banaaya Is Dil Par Ilzaam Hai Kya
G C Am Am
Saagar Jaisi Aankhon Vaali Ye To Bataa Tera Naam Hai Kya
[Verse 2]
Am E C Am
Ho aaj main tujhse door sahi Aur tu mujhse anjaan sahi
Am E C Am
Tera saath nahin paaoon to Khair tera armaan sahi
Am Am Am E
Ho yeh armaan hain shor nahi ho Khamoshi ke mele hon
A D G Am
Is duniya mein koi nahi ho Hum dono hi akele hon
[Chorus]
Am E Am G
Tere sapne dekh raha hoon Aur mera ab kaam hai kya
G C Am Am
Saagar Jaisi Aankhon Vaali Ye To Bataa Tera Naam Hai Kya
[Outro]
Am E Am G
Chehera hai ya chaand khila hai, Zulf ghaneri shaam hai kya
G C Am Am
Sagar jaisi aankhon wali Ye to bata tera naam hai kya
HERRAMIENTAS ACORDESWEB:
LETRA DE LA CANCIÓN:
DESCARGAR PDF / IMPRIMIR CANCIÓN
TOP 20: Las más tocadas de Kishore Kumar
Usamos cookies. Leer más